Tuesday, April 7, 2015

~Imam E Aazam Ka Zuhad O Taqwa Wa Maqam



~Imam E Aazam Ka Zuhad O Taqwa Wa Maqam 

SubhanALLAH,

Hafid Ahmad Usman Zahbi(Rahmatullahaleh)-748 Hijri Likhte Hai:-
قَالَ إِبْرَاهِيمُ بْنُ رُسْتُمَ الْمَرْوَزِيُّ : سَمِعْتُ خَارِجَةَ بْنَ مُصْعَبٍ ، يَقُولُ : " خَتَمَ الْقُرْآنَ فِي رَكْعَةٍ أَرْبَعَةٌ مِنَ الأَئِمَّةِ : عُثُمَّانُ بْنُ عَفَّانَ ، وَتَمِيمٌ الدَّارِيُّ ، وَسَعِيدُ بْنُ جُبَيْرٍ ، وَأَبُو حَنِيفَةَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُمْ " .

Khariz Bin Musab Ne Kaha Quran Mazeed Ko Ek Rakaat Mai Az Awwal Ta Aakhir Aimma Mai Se Char Hazrat Ne Padha Hai Hazrat Ushman Bin Affan, Tameem Dari,Saeed Bin Jubair Aur Abu Hanifa Hai-Radiallahanhum.
[Manaqib E Abi Hanifa-Safa No.22]

Aur Is Riwayat Ko Abu Abdullah Al Hanfi 436 Hijri Ne Apni Kitab Akhbar e Abi Hanifa Wa Ashab Mai Safa No.56 Per Bhi Naqal Kiya Hai.
Scan:-


DUA KI GUZARISH

No comments:

Post a Comment